Daily Archives: July 4, 2009

Shaurya

shaurya film posterFor me SHAURYA is first of all, about having the wisdom and the depth to actually fix yourself a set of moral values you would like to live your life by. A set of moral values like justice, equality, truth, non-violence, compassion, love… Values, which you have the courage to follow and never deviate from, no matter what you do in your life.

This requires a lot of guts because a lot of times you will want to do things that don’t match up to your standards or are not in keeping with the values you have set for yourself. And you will need to have the resolve say no…But what you must realize is that it is important for you to live up to these intangible standards you have set for your self. As in, it’s important for you to be true to yourself before anyone else!

Rahul Bose (Actor, Shaurya)

What I liked from this movie was the dialogue at the end credits attempting to define courage:

Shaurya Kya hai ? (- Javed Akhtar)

Thartharti is dharti ko raunti faujiyon ek paltan ka shoor
Ya Sheme se aaasman ko cheerta hua
Bandooko ki saalaami ka shoor
Shaurya Kya hai ?
Hari wardi per chamkte hue chand petal ki sitare
Ya sharad ka naam dekar andekhi kuch lakiro ki numais

Shaurya Kya hai ?
Door udate khamosh paride ko
Goliyon ko bhune dene ka ehsaash
ya sholo ki barsat se pal bhar mein
Ek sehar ko shamshan bana dene ka eshaas

Shaurya Kya hai ?
Behti byaaas mein kisi ke garam khoon ka
Huale se shurkh ho jana

Ya anjani kisi jannat ki firak mein
pal pal ka dojak bante jana

Barodo se dhunlaye is aasmaan mein
Shaurya Kya hai ?

Wadiyon ki gunjte kisi gaon se maata mmein
Shaurya Kya hai ?
Shaurya
Shayad ek hoshla
Shayad ek himmat
Hamare bhaut ander

Majhab ke banaye dayere ko tod kar
Kisi ka haath tham lene ki himmat
Goliyonn ki betahasha shorr ko
Appni khamoshi se Chunauti de pane ki himmat
Marti maarti is duniya mein nnihaathe datte rehne ki himmat

Shaurya Kya hai ?

Aane wale kal ki khatir
Apne hisse ki Kaynat ko
Aaj bachalene ki himmat

Shaurya Kya hai ?